hath
Jab Bhi Utha Ke Hath , Mujhe Mangti Thi
Jab Bhi Utha Ke Hath , Mujhe Mangti Thi Woh
Kehtien Thien Zor Zor Se , Ameen Chooriyan
Na Chahat Ke Andaz Alag , Na Tere Mere
Na Chahat Ke Andaz Alag , Na Tere Mere Jazbaat Alag
Thi Saari Baat Lakeeron Ki Tere Hath Alag , Mere Hath Alag
Chahat Toh Aaj Bhi Thi Unki Liye, Per Kismat
Chahat Toh Aaj Bhi Thi Unki Liye
Per Kismat Ke Hathon Majboor Ho Gaye,
Dekhi Jo Un Mein Apne Liye Berukhi
Hum Unki Khushi Ke Liye Unse Dur Ho Gaye
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua Umar
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua Umar,
Zakham Ka Ehsas Tab Hua Jab Kamaan Dekhi Apno Ke Hathon Mein
Meri Mohabbat Ki Haqeeqat Tum Kya Jaano
Meri Mohabbat Ki Haqeeqat Tum Kya Jaano,
Sar Jhukaya Toh Tujhe Maanga, Hath Uthaya Toh Tujhe Maanga
Kar Sajda Ishq Ibadat Da, Jadon Hath
Kar Sajda Ishq Ibadat Da,
Jadon Hath Cha Si Rab Man Jaa Si
کر سجدہ عشق عبادت دا
جدوں ہتھ چاسیں رب من جا سی
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar Nahi Shayari
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar,
Ittefaq Se Ussi Ko Chah Rahe Thay Hum
Ussi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko,
Jisko Hawa Se Bacha Rahe Thay Hum
نہ تھی جس کو میرے پیار کی قدر
اتفاق سے اس ہی کو چاہ رہے تھے ہم
اس ہی دیے نے جلایا میرے ہاتھوں کو
جس کو ہوا سے بچا رہے تھے ہم
ना थी जिसको मेरे प्यार की कदर,
इत्तेफ़ाक़ से उसको ही चाह रहे थे हम !
उसी दिए ने जलाया मेरे हाथों को,
जिसको हवा से बचा रहे थे हम
Tu Badalta Hai Toh Be Sakhta Meri Aankhen
Tu Badalta Hai Toh Be Sakhta Meri Aankhen,
Apne Hathon Ki Lakeeron Se Ulajh Jaati Hain
تو بدلتا ہے تو بے ساختہ میری آنکھیں
اپنے ہاتھوں کی لکیروں سے اُلجھ جاتی ہیں
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont
/Aankhen Shayari/Heart Touching Shayari/Husn Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont,
Wallah Katal Baaqi Hai Auzaar Toh Sab Hee Pooray Hain
ملائم ہاتھ ، خمِ زُلف ، ادائے نین اور یاقوت ہونٹ
واللہ قتل باقی ہے اوزار تو سب ہی پورے ہیں
(Khum e Zulf = Curly hair ; Yaqoot = Garnet),(Auzaar = Tools)