hath
kanch ke paar tire haath nazar aate hain
kanch ke paar tire haath nazar aate hain
Kaash khushbu ki tarah rang hina ka hota
کانچ کے پار ترے ہاتھ نظر آتے ہیں
کاش خوشبو کی طرح رنگ حنا کا ہوتا
काँच के पार तिरे हाथ नज़र आते हैं
काश ख़ुशबू की तरह रंग हिना का होता
haath chhuTen bhi to rishte nahin chhoda karte
haath chhuTen bhi to rishte nahin chhoda karte
waqt ki shakh se lamhe nahin toda karte
ہاتھ چھوٹیں بھی تو رشتے نہیں چھوڑا کرتے
وقت کی شاخ سے لمحے نہیں توڑا کرتے
हाथ छूटें भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त की शाख़ से लम्हे नहीं तोड़ा करते
Jis barham ne kaha hai ke ye saal achha hai
Jis barham ne kaha hai ke ye saal achha hai
Is ko dafnao mery hath ki rekhon mein
جس برہمن نے کہا ہے کہ یہ سال اچھا ہے
اس کو دفناؤ مرے ہاتھ کی ریکھاؤں میں