hasrat
Ek Tera Andaz e Mohabbat Jo Dekh Le
Ek Tera Andaz e Mohabbat Jo Dekh Le Koi,
Raha Na Jaye Ussey Teri Hasrat Kiye Begair
Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein, Na Hee Dard
Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein, Na Hee Dard e Dil Mein Kami Huyi
Hai Ajeeb Si Meri Zindagi, Na Guzar Saki Na Khatam Huyi
Mujhe Baar Baar Sada Na De, Meri Hasraton
Mujhe Baar Baar Sada Na De
Meri Hasraton Ko Hawa Na De,
Mere Dil Mein Aatish e Ishq Hai
Meri Aag Tujh Ko Jala Na De
Ab Toh Khwahish Hai Ke Dard Aesa Mile
Ab Toh Khwahish Hai Ke Dard Aesa Mile,
Saans Lene Ki Hasrat Mein Mar Jayein
Lamhon Mein Qaid Kare Koi Sadiyon Ki Chahatein
Lamhon Mein Qaid Kare Koi Sadiyon Ki Chahatein,
Hasrat Rahi Ke Aesa Koi Apna Bhi Talabgar Ho
Dil Ki Hasrat Zuban Per Aane Lagi, Tum Ko
Dil Ki Hasrat Zuban Per Aane Lagi
Tum Ko Dekha Aur Zindagi Muskurane Lagi,
Yeh Meri Dosti Ki Inteha Thi Ya Meri Chahat
Ab Har Surat Mein Teri Surat Nazar Aane Lagi
Teri Hasrat Mere Dil Mein Yun Bas Gayi Hai
Teri Hasrat Mere Dil Mein Yun Bas Gayi Hai,
Jaise Aik Andhey Ko Hasrat Aankhon Ki
تیری حسرت میرے دل میں یوں بس گئ ہے
جیسے ایک اندھے کو حسرت آنکھوں کی
Hasratein Hasratein Hee Rahee, Aur Zindagi
/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Zindagi Shayari/
Hasratein Hasratein Hee Rahee,
Aur Zindagi Ikhtetam Ko Ponchi
Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein
/Dil Shayari/Ghamgeen Poetry/Neend Shayari/Sad Urdu Poetry/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Yaad Poetry/