ghamgeen
Rehte Hain Garq Unke Tasawar Mein Shab o Roz Sahab
/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/Yaad Poetry/
Rehte Hain Garq Unke Tasawar Mein Shab o Roz Sahab,
Ek Din Hamari Jaan Mohabbat Mein Jayegi
رہتے ہیں غرق اُنکے تصور میں شب وروز صاحب
اِک دن ہماری جان محبت میں جائے گی
Tum Ne Dekha Hai Kabhi Aankh Mein Behta Hua Khawab
Tum Ne Dekha Hai Kabhi Aankh Mein Behta Hua Khawab,
Tum Ne Samjhey Hain Kabhi Hont Pe Sahme Huye Lafz
تم نے دیکھا ہے کبھی آنکھ میں بہتا ہوا خواب
تم نے سمجھے ہیں کبھی ہونٹ پہ سہمے ہوئے لفظ
Saboot e Ishaq Ki Yeh Bhi Toh Aik Surat Hai
Saboot e Ishaq Ki Yeh Bhi Toh Aik Surat Hai,
Ke Jis Se Pyar Karein Us Pe Tohmatein Bhi Dharen
ثبوتِ عِشق کی یہ بھی تو ایک صورت ہے
کہ جس سے پیار کریں اُس پہ تہمتیں بھی دھریں
Aankhon Ki Iddat Abhi Poori Nahi Hoti
Aankhon Ki Iddat Abhi Poori Nahi Hoti,
Ke Aik Aur Khawab Kafan Orrh Leta Hai
آنکھوں کی عدت ابھی پوری نہیں ہوتی
کہ ایک اور خواب کفن اُوڑھ لیتا ہے
Aankh Kambakht Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka
Aankh Kambakht Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka,
Aik Katrey Ne Daboya Mujhe Dariya Ho Kar
آنکھ کمبخت سے اس بزم میں آنسو نہ رُکا
ایک قطرے نے ڈبویا مجھے دریا ہوکر
Chand Nikla Toh Main Logon Se Lipat Lipat Kar Roya
Chand Nikla Toh Main Logon Se Lipat Lipat Kar Roya,
Gham Ke Aansu Thay Jo Khushiyon Ke Bahane Nikle
چاند نکلا تو میں لوگوں سے لپٹ لپٹ کر رویا
غم کے آنسو تھے جو خوشیوں کے بہانے نکلے
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa,
Main Isi Nazar Se Tabah Hua Mujhe Dekh Na Pyar Se
ذرا تلخ لہجے میں بات کر ذرا بے رخی سے پیش آ
میں اسی نظر سے تباہ ہوا مجھے دیکھ نہ پیار سے
Shiddat e Gham Mein Mere Deeda e Tar Ne Mohsin
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Ghamgeen Poetry/Mohsin Naqvi Poetry/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Urdu Poetry Images/