/June 30, 2022/Tum kia janoo us dariya pe kia guzri /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tum kia janoo us dariya pe kia guzri Tum ne tu bas paani bharna chor diya تم کیا جانو اُس دریا پہ کیا گزری تم نے تو بس پانی بھرنا چھوڑ دیا Tags: dariya,pani
/June 29, 2022/Apni masti mei behta dariya hoon /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Apni masti mei behta dariya hoon Mein kinara bhi hoon bhanvar bhi hoon اپنی مستی میں بہتا دریا ہوں میں کنارہ بھی ہوں بھنور بھی ہوں Tags: dariya,kinara
/June 27, 2022/Tum kia mita gy dil sehra ki pyaas ko /Arsalan Abbas Poetry/Dil Shayari/Two Line Shayari/ Tum kia mita gy dil sehra ki pyaas ko Jan jahan yeh kaam tu dariya na kar sake تم کیا مٹاو گے دل صحرا کی پیاس کو جان جہاں یہ کام تو دریا نہ کر سکے Tags: dariya,dil,jaan,kaam,pyas,sehra
/June 27, 2022/Log maane ya na maane sirf dil kaafi nahin /Arsalan Abbas Poetry/Dil Shayari/Two Line Shayari/ Log maane ya na maane sirf dil kaafi nahin Ishq karne ke liye seeny mei darya chahiye لوگ مانیں یا نہ مانیں ، صرف دل کافی نہیں عشق کرنے کے لیے سینے میں دریا چاہیئے Tags: dariya,dil,ishq,log
/January 11, 2022/Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta /Gulzar Shayari/Two Line Shayari/ Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta Koi ehsas to dariya ki ana ka hota وں بھی اک بار تو ہوتا کہ سمندر بہتا کوئی احساس تو دریا کی انا کا ہوتا यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता कोई एहसास तो दरिया की अना का होता Tags: dariya,ehsas,Gulzar Shayari,samundar
/October 22, 2019/Kon Kehta Hai K Maut Aayegi Aur Main /Heart Touching Shayari/Khamoshi Shayari/Wasi Shah Poetry/ Kon Kehta Hai K Maut Aayegi Aur Main Mar Jaoonga Main To Dariya Hoon Samandar Main Uttr Jaoonga کون کہتا ہے کے موت آے گی اور میں مر جاوّں گا میں تو دریا ہوں سمندر میں اُتّر جاوّں گا Tags: chup,dariya,khamoshi,maut,sad,samundar,wasi shah,zindagi
/May 19, 2019/Na Bandhe Tishnagi-e-Zauq Ke Mazmun /Mirza Ghalib Shayari/ Na Bandhe Tishnagi-e-Zauq Ke Mazmun ‘Ghalib’ Garche Dil Khol Ke Dariya Ko Bhi Sahil Bandha نہ بندھے تشنگی ذوق کے مضموں غالبؔ گرچہ دل کھول کے دریا کو بھی ساحل باندھا न बंधे तिश्नगी-ए-ज़ौक़ के मज़मूँ ‘ग़ालिब’ गरचे दिल खोल के दरिया को भी साहिल बाँधा Tags: dariya,dil,ghalib,mirza,sahil,soch
/May 16, 2019/Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya /Mirza Ghalib Shayari/ Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya Lekin Hum Ko Taqlid-e-Tunuk-Zarfi-e-Mansur Nahi قطرہ اپنا بھی حقیقت میں ہے دریا لیکن ہم کو تقلید تنک ظرفی منصور نہیں क़तरा अपना भी हक़ीक़त में है दरिया लेकिन हम को तक़लीद-ए-तुनुक-ज़र्फ़ी-ए-मंसूर नहीं Tags: dariya,ghalib,haqeeqat,Katra Shayari,mirza,saaya
/April 27, 2019/Ishrat-e-Qatra Hai Dariya Mai Fana Ho /Mirza Ghalib Shayari/ Ishrat-e-Qatra Hai Dariya Mai Fana Ho Jaana Dard Ka Had Se Guzarna Hai Dawa Ho Jaana عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا इशरत-ए-क़तरा है दरिया में फ़ना हो जाना दर्द का हद से गुज़रना है दवा हो जाना Tags: dard,dariya,dua,ghalib,himmat,Katra Shayari,mirza,tabah
/May 4, 2018/Pehle Sab Khawab Kaghaz Per Likh Kar Sajaye /Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/ Pehle Sab Khawab Kaghaz Per Likh Kar Sajaye Maine, Phir Jala Kar Kaghaz Dariya Mein Bahana Acha Laga پہلے سب خواب کاغذ پر لکھ کر سجائے میں نے پھر جلا کر کاغذ دریا میں بہانا اچھا لگا Tags: dariya,images,jalna,khawab,likhna,poetry,sad,syed azeem haider poetry,two line,urdu