azab
Mosalsal ratjgon mein raatein guzri
Mosalsal ratjgon mein raatein guzri
Mustaqil dooriyun ke azaab utry
مسلسل رتجگوں میں راتیں گزری
مستقل دوریوں کے عزاب اترے
Ye Lash-e-Be-Kafan ‘Asad’ -e-Khasta
Ye Lash-e-Be-Kafan ‘Asad’ -e-Khasta-Jan Ki Hai
Haq Maghfirat Kare Ajab Azad Mard Tha
یہ لاش بے کفن اسدؔ خستہ جاں کی ہے
حق مغفرت کرے عجب آزاد مرد تھا
ये लाश-ए-बे-कफ़न ‘असद’-ए-ख़स्ता-जाँ की है
हक़ मग़्फ़िरत करे अजब आज़ाद मर्द था
Sau Baar Band-e-Ishq Se Azad Hum Hoye
Sau Baar Band-e-Ishq Se Azad Hum Hoye
Par Kya Karen K Dil Hi Adu Hai Faragh Ka
سو بار بند عشق سے آزاد ہم ہوئے
پر کیا کریں کہ دل ہی عدو ہے فراغ کا
सौ बार बंद-ए-इश्क़ से आज़ाद हम हुए
पर क्या करें कि दिल ही अदू है फ़राग़ का
Gar Kiya Naseh Ne Hum Ko Qaid Acha
Gar Kiya Naseh Ne Hum Ko Qaid Acha Yun Sahi
Ye Junoon-e-Ishq Ke Andaz Chutt Jawenge Kya
گر کیا ناصح نے ہم کو قید اچھا یوں سہی
یہ جنون عشق کے انداز چھٹ جاویں گے کیا
गर किया नासेह ने हम को क़ैद अच्छा यूँ सही
ये जुनून-ए-इश्क़ के अंदाज़ छुट जावेंगे क्या
Tum Pe Beete Jo Qayamat Tanhai Ki, Tum
Tum Pe Beete Jo Qayamat Tanhai Ki,
Tum Bhi Kehte Phiro Azab, Azab Hai Ishq
Tawajjo De Apni Taleem Per, Na Par Ishq Ke Azabon Mein
Tawajjo De Apni Taleem Per, Na Par Ishq Ke Azabon Mein,
Akser Woh Log Barbad Hote Hain Jo Rakhte Hain Phool Kitaabon Mein
Ussey Poocho Azab Raston Ka, Jis Ka Sathi
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/