
Yunhee Na Uljho Hum Se Zamane Walo,
Khud ki Samajh Se Bahar Hain Tumhari Samajh Mein Kya khak Aayeinge

Na Tujhse Na Tere Baap Se
Main Darti Hun Hun Toh Sirf Allah Paak Se

Maine Bhi Badal Diye Hain Asool e Zindagi,
Ab Jo Yaad Karega Wohi Yaad Rahega

Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna,
Naam Aesa Karo Ke Naam Lete Hee Kaam Ho Jaye

Ab Tujhpe Apne Qeemti Alfaz Nahi Wareinge,
Ab Tujhe Acha, Hun, Haan Keh Ke Mareinge

Shaak Se Jo Gir Jayein Hum Woh Patte Nahi,
Aandhiyon Se Kehna Woh Apni Aukat Mein Rahein

Tum Mat Kholna Meri Maazi Ki Kitaabon Ko,
Jo Tha Woh Raha Nahi Jo Hun Kisi Ko Pata Nahi

Hamare Sath Chalna Hai Toh Zarf Buland Rakhna,
Har Shaks Hamara Saath Nibha Bhi Nahi Sakta

Kaun Phir Tumhe Sarhaye Ga Hamari Manand,
Kaun Rakhta Hai Meri Jaan Hamari Aankhen

Mere Page Ka Mausam Bara Suhana Lage,
Main Ik Member Chura Loo’n? Agar Bura Na Lage