aansu
Aansu, Aahain, Tanhai, Veerani Aur Gham e Musalsal
/Aansu Shayari/Ghamgeen Poetry/Ishq Poetry/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Aansu, Aahain, Tanhai, Veerani Aur Gham e Musalsal,
Ek Zara Sa Ishq Hua Tha, Kya Kya Virasat Mein De Gaya
Aahein = Sigh; Veerani = Loneliness; Virasat = Inheritance
Shayari Unke Labon Pe Sajti Hai, Jinki
Shayari Unke Labon Pe Sajti Hai,
Jinki Aankhon Mein Ishq Rota Hai
BeWajah Nahi Rota Ishq Mein Koi Ghalib
BeWajah Nahi Rota Ishq Mein Koi Ghalib,
Jissey Khud Se Barh Ke Chaho Woh Rulaata Zarur Hai
Ishq Ko Bhi Ishq Ho Toh Phir Main Dekhun Ishq Ko
Ishq Ko Bhi Ishq Ho Toh Phir Main Dekhun Ishq Ko,
Kaise Tarpe Kaise Roye Ishq Apne Ishq Mein
Ustad Kyun Roya Tha Kin Halaat Ka Maara Tha
/Aansu Shayari/Sad Urdu Poetry/Teachers Day Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/