aansu
Rakh Na Aansu Se Wasl Ki Umeed, Khaari
Rakh Na Aansu Se Wasl Ki Umeed,
Khaari Pani Se Daal Galti Nahi
رکھ نہ آنسو سے وصل کی اُمید
کھاری پانی سے دال گلتی نہیں
شیخ قدرت الله قدرت
Rone De Tu Aaj Hum Ko, Tu Aankhen Sujane
Rone De Tu Aaj Hum Ko, Tu Aankhen Sujane De
Baahon Mein Le Le Aur Khud Ko Bheeg Jaane De,
Hai Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jayega
Hai Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jayega
Roo Le Khud Bhi Khushi Se Aur Rone De
Roo Le Khud Bhi Khushi Se Aur Rone De Hum Ko Bhi Abbas,
Ya Woh Shaks Bata Dard Jis Ko Milta Nahi
Zakham Jab Mere Seene Ke Bhar Jayeinge
Zakham Jab Mere Seene Ke Bhar Jayeinge
Aansu Bhi Moti Ban Ke Bikhar Jayeinge,
Yeh Mat Poochna Kisne Dard Diya
Warna Kuch Apno Ke Chehre Utar Jayeinge
Roti Huyi Aankhon Mein Intezar Hota Hai
Roti Huyi Aankhon Mein Intezar Hota Hai
Na Chahte Huye Bhi Pyar Hota Hai,
Kyun Dekhte Hain Hum Woh Sapne
Jinke Tutne Per Bhi Unke Sach Hone Ka Intezar Hota Hai
Ae But Tarash Ishq Ko Hairat Mein Daal
Ae But Tarash Ishq Ko Hairat Mein Daal De,
Pathar Ki Aankh Se Aansu Nikal De
Dard Dard Ki Hadh Mein Rahe Toh Hee
Dard Dard Ki Hadh Mein Rahe Toh Hee Ache Hai,
Hadh Se Barh Jaye Toh Insaan Ko Rula Dete Hain
Teri Aankhon Mein Aansu Thay Meri
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Pyar Shayari/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Zindagi Shayari/