Aankhen Shayari
Log Deewar Dekhte Honge, Teri Aankhen Bana Kar
Log Deewar Dekhte Honge,
Teri Aankhen Bana Kar Aaya hun
لوگ دیوار دیکھتے ہونگے
تیری آنکھیں بنا کر آیا ہوں
Meri Aankhon Ke Raaste Se Mere Dil Mein Nahi Utara
Meri Aankhon Ke Raaste Se Mere Dil Mein Nahi Utara,
Guzar Gaahon Mein Pani Tha Woh Buzdil Darr Gaya Hoga
میری آنکھوں کے راستے سے میرے دل میں نہیں اترا
گزرگاہوں میں پانی تھا وہ بزدل ڈر گیا ہوگا
Teri Aankhon Ke Surkh Doray, Raat Kiske Naseeb
Teri Aankhon Ke Surkh Doray,
Raat Kiske Naseeb Jhagey
تیری آنکھوں کے سرخ ڈورے
رات کس کے نصیب جاگے
Haseen Aankhon Ko Parhne Ka Abhi Tak Shauq Hai Mujhe
/Aankhen Shayari/Heart Touching Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/Urdu Shayari Mohabbat/
Haseen Aankhon Ko Parhne Ka Abhi Tak Shauq Hai Mujhe,
Mohabbat Mein Ujar Kar Bhi Meri Aadat Nahi Badli
حسین آنکھوں کو پڑھنے کا ابھی تک شوق ہے مجھے
محبت میں اجڑ کر بھی میری عادت نہیں بدلی
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat, Ke Aik Aankh
/Aankhen Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/Urdu Shayari Mohabbat/
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat,
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
کتنی عجیب تھی داستان محبت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی
Usne Apni Aankhon Se Tableegh Hee Yun Ki
Usne Apni Aankhon Se Tableegh Hee Yun Ki,
Main Bina Soche Mohabbat Pe Iman Le Aaya
Kisi Din Betha Kar Poochein Ge Teri Aankhon Se
Kisi Din Betha Kar Poochein Ge Teri Aankhon Se,
Kis Ne Seekhaya Hai Inhe Har Dil Mein Utar Jaana
Yeh Jo Doobi Hain Aankhen Ashko Ke Dariya Mein
Yeh Jo Doobi Hain Aankhen Ashko Ke Dariya Mein,
Ya Mati Ke Insaanon Per Bharose Ki Saza Hai
Meri Aankhon Mein Aansu Nahi Bus Kuch Nami Hai
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/