zameen
Jo De Saka Na Paharon Ko Barf Ki
Jo De Saka Na Paharon Ko Barf Ki Chadar
Wo meri Banjh Zameen Ko Kapas kya Dega
جو دے سکا نہ پہاڑوں کو برف کی چادر
وہ میری بانجھ زمیں کو کپاس کیا دے گا
Zameen Par Aao Phir Dekho Humari Ahmiyat
Zameen Per Aao Phir Dekho Humari Ahmiyat Kya Hai,
Bulandi Se Kabhi Zarron Ka Andaza Nahi Hota.
ज़मीं पर आओ फिर देखो हमारी अहमियत क्या है,
बुलंदी से कभी ज़र्रों का अंदाज़ा नहीं होता।
زمین پر آؤ پھر دیکھو ہماری اہمیت کیا ہے
بُلندی سے کبھی ذروں کا اندازہ نہیں ہوتا
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho Zameen,
Jo Chhor Diya Phir Use Murkar Nahi Dekha
महबूब का घर हो या फरिश्तों की हो ज़मी,
जो छोड़ दिया फिर उसे मुड़ कर नहीं देखा।
محبوب کا گھر ہو یا فرشتوں کی ہو زمین
جو چھوڑ دیا پھر اُسے مڑ کر نہیں دیکھا
Kehte Hain Har Baat Zubaan Se Hum
Kehte Hain Har Baat Zuban Se Hum Ishara Nahi Karte,
Aasman Par Chalne Wale Zameen Se Guzara Nahi Karte,
Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein,
Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara Nahi Karte.
कहते है हर बात जुबां से हम इशारा नहीं करते,
आसमान पर चलने वाले जमीं से गुज़ारा नहीं करते,
हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।
کہتے ہیں ہر بات زبان سے ہم اشارہ نہیں کرتے
آسمان پر چلنے والے زمین سے گزارا نہیں کرتے
ہر حالات کو بدلنے کی ہمت ہے ہم ہیں
وقت کا ہر فیصلہ ہم گنوارا نہیں کرتے
Zamin Par Rah Kar Aasmaan Chhune
Zameen Par Rah Kar Aasman
Chhune Ki Fitrat Hai Meri,
Par Gira Kar Kisi Ko
Upar Uthane Ka Shauk Nahi Mujhe.
ज़मीं पर रह कर आसमां
छूने की फितरत है मेरी,
पर गिरा कर किसी को,
ऊपर उठने का शौक़ नहीं मुझे।
زمین پر رہ کر آسمان
چُھونے کی فطرت ہے میری
پر گِرا کر کسی کو
اُوپر اُٹھنے کا شوق نہیں مجھے
Hum Phansa Ke Yahan Faaslon Ke Chakaron Mein
Hum Phansa Ke Yahan Faaslon Ke Chakaron Mein,
Zameen Zarur Kahin Aasman Se Milti Hai
ہمیں پھنسا کے یہاں فاصلوں کے چکروں میں
زمین ضرور کہیں آسمان سے ملتی ہے
Zameen Khaa Gayi Nagine Log, Baaqi
/Heart Touching Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/Whatsapp Status in Urdu/
Zameen Khaa Gayi Nagine Log,
Baaqi Reh Gaye Kameene Log
Mohabbat Phool Hai Jana, Kaho Toh Phool Ban Jaun
Mohabbat Phool Hai Jana,
Kaho To Phool Ban Jaon,
Tumhari Zindagi Ka 1,
Haseen Asool Ban Jaun.
Suna Hai Rait Pe Chal Ke,
Tum Aksar Mehek Jaty Ho,
Kaho To Ab Ke Baar Mein,
Zameen Ki Dhool Ban Jaun.
Bahut Nayab Hote Hen,
Jinhey Tum Apna Kehte Ho,
Ijazat Do Ke Main Bhi,
Is Qadr Anmol Ban Jaun
Na Zameen Apni Na Aasman Apna, Duniya Mein
/Heart Touching Shayari/Inspirational Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/