Main aadmi huun koi farishta nahin huzur

/Saghar Siddiqui Poetry/Two Line Shayari/

Main aadmi huun koi farishta nahin huzur
main aaj apni zaat se ghabra ke pi gaya

میں آدمی ہوں کوئی فرشتہ نہیں حضور

میں آج اپنی ذات سے گھبرا کے پی گیا

मैं आदमी हूँ कोई फ़रिश्ता नहीं हुज़ूर

मैं आज अपनी ज़ात से घबरा के पी गया

Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaaten

/Allama Iqbal Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/

allamaiqbalpoetry12

Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,

Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain

फ़िर्क़ा-बंदी है कहीं और कहीं ज़ातें हैं

क्या ज़माने में पनपने की यही बातें हैं

فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں

  • By:

Neend Na Wekhe Bistra, Teh Bhuk Na Wekhe Maas

/Bulleh Shah Poetry/Inspirational Shayari/Ishq Poetry/Neend Shayari/Sufi Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

ishq poetry

Neend Na Wekhe Bistra, Teh Bhuk Na Wekhe Maas,

Maut Na Wekhe Umar Nu, Teh Ishq Na Wekhe Zaat

نیند نہ ویکھے بسترا ، تے بھک نہ ویکھے ماس
موت نہ ویکھے عمر نوں ، تے عشق نہ ویکھے ذات

  • By: