umar
Umar Beet Gayi Per Ek Zara Si Baat Samajh
Umar Beet Gayi Per Ek Zara Si Baat Samajh Na Aayi,
Ho Jaye Jinse Mohabbat Woh Log Kadar Kyun Nahi Karte
Umar Jalwon Mein Basar Ho Yeh Zaruri Toh
Umar Jalwon Mein Basar Ho Yeh Zaruri Toh Nahi
Har Shab e Gham Ki Seher Ho Yeh Zaruri Toh Nahi,
Neend Toh Dard Ke Bistar Pe Bhi Aa Sakti Hai
Unke Aagosh Mein Sar Ho Yeh Zaruri Toh Nahi
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein, Dil
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein,
Dil Jalane Ko Umar Saari Hai
Yeh Bewafa’on Ki Duniya Hai Dil Sambhal
Yeh Bewafa’on Ki Duniya Hai Dil Sambhal Kar Chalna Umar,
Yahan Log Barbad Karne Ke Liye Bhi Mohabbat Ka Sahara Lete Hain
Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar
Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar,
Ab Ke Woh Laga Zakham Ke Jeena Mahaal Ho
Waqt Bhi Leta Hai Karwatein Kaisi Kaisi
Waqt Bhi Leta Hai Karwatein Kaisi Kaisi,
Umar Itni Toh Nahi Thi Per Sabaq Bahut Seekh Liya
Ishq Ki Nagri Mein Maafi Nahi Kisi Ko Bhi
Ishq Ki Nagri Mein Maafi Nahi Kisi Ko Bhi,
Ishq Umar Nahi Dekhta Bus Ujaar Deta Hai
Neend Na Wekhe Bistra, Teh Bhuk Na Wekhe Maas
/Bulleh Shah Poetry/Inspirational Shayari/Ishq Poetry/Neend Shayari/Sufi Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/