Tasavor mein tujhe zauq-e-hum-aghoshi ne bhincha tha

/Firaq GorakhPuri Shayari/Urdu Love Poetry/

Tasawar mein tujhe zauq-e-hum-aghoshi ne bhincha tha

Baharen kat gai hain aaj tak pahlo mahakta hai

تصور میں تجھے ذوق ہم آغوشی نے بھینچا تھا

بہاریں کٹ گئی ہیں آج تک پہلو مہکتا ہے

तसव्वुर में तुझे ज़ौक़-ए-हम-आग़ोशी ने भींचा था

बहारें कट गई हैं आज तक पहलू महकता है

Wo Aye Ghar Mai Humare Khuda Ki

/Mirza Ghalib Shayari/

Wo Aye Ghar Mai Humare Khuda Ki Kudrat Hai
Kabhi Hum Un Ko Kabhi Apne Ghar Ko Dekhte Hain

وہ آئے گھر میں ہمارے خدا کی قدرت ہے

کبھی ہم ان کو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں

वो आए घर में हमारे ख़ुदा की क़ुदरत है

कभी हम उन को कभी अपने घर को देखते हैं

  • By:

Jee Dhundta Hai Phir Wohi Fursat Ki Raat

/Mirza Ghalib Shayari/

Jee Dhundta Hai Phir Wohi Fursat Ki Raat Din
Baithe Rahen Tasawar-e-Janan Kiye Hue

جی ڈھونڈتا ہے پھر وہی فرصت کہ رات دن

بیٹھے رہیں تصور جاناں کیے ہوئے

जी ढूँडता है फिर वही फ़ुर्सत कि रात दिन

बैठे रहें तसव्वुर-ए-जानाँ किए हुए

  • By:

Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka

/Mirza Ghalib Shayari/

Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka Na Raha
Ajab Aram Diya Be-Par-o-Bali Ne Mujhe

ہوس گل کے تصور میں بھی کھٹکا نہ رہا

عجب آرام دیا بے پر و بالی نے مجھے

हवस-ए-गुल के तसव्वुर में भी खटका रहा

अजब आराम दिया बे-पर-ओ-बाली ने मुझे

  • By:

Yeh Ishq Nahi Aasan Poetry – Yeh Ishq Nahi Aasan Shayari

/Aankhen Shayari/Ghazal/Ishq Poetry/Urdu Shayari Mohabbat/

Yeh Ishq Nahi Aasan Poetry

Yeh Kiska Tasawar Hai, Yeh Kiska Fasana Hai,

Jo Ashk Hai Aankhon Mein Tasbih Ka Dana Hai

Aankhon Mein Nami Si Hai Chup Chup Se Woh Baithe Hain,

Nazuk Si Nigaahon Mein Naazuk Sa Fasana hai

Yeh Ishq Nahi Aasaan Itna Toh Samajh Lijiye,

Ek Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai

Yaa Woh Thay Khafa Hum Se Ya Hum Thay Khafa Unse,

Kal Unka Zamana Tha Aaj Apna Zamana Hai

 

Yeh Ishq Nahi Aasan Shayari

 

Masoom Mohabbat Ka Bus Itna Fasana Hai
Kaghaz Ki Haveli Hai Barish Ka Zamana Hai

Kya Shart e Mohabbat Hai Kya Shart e Zamana Hai
Awaaz Bhi Zakhmi Hai Aur Geet Bhi Gaana Hai

Us Per Utarnay Ki Umeed Bohat Kam Hai
Kashti Bhi Puraani Hai Aur Toofan Ko Bhi Aana Hai

Samjhay Ya Na Samjhay Wo Andaaz Mohabbat Ka
Aik Shakhs Ko Aankho Se Aik Shair Sunana Hai

Yeh Ishq Nahi Aasan Bus Itna Samajh Lijiye
Aik Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Kar Jana Hai

  • By: