Shakh-e-Uriyan Par Khila Ik Phool Is

/Dard Shayari/Mohsin Naqvi Poetry/Two Line Shayari/

Shakh-e-Uriyan Par Khila Ik Phool Is Andaz Se
Jis Tarah Taaza Lahoo Chamke Nayi Talwar Par

شاخ عریاں پر کھلا اک پھول اس انداز سے

جس طرح تازہ لہو چمکے نئی تلوار پر

शाख़-ए-उरियाँ पर खिला इक फूल इस अंदाज़ से

जिस तरह ताज़ा लहू चमके नई तलवार पर

Is Sadgi Pe Kaun Na Mar Jaaye Aai Khuda

/Mirza Ghalib Shayari/

Is Sadgi Pe Kaun Na Mar Jaaye Aai Khuda
Larte Hain Aur Hath Mai Talwar Bhi Nahi

اس سادگی پہ کون نہ مر جائے اے خدا

لڑتے ہیں اور ہاتھ میں تلوار بھی نہیں

इस सादगी पे कौन मर जाए ख़ुदा

लड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं

  • By:

Lakh Talwarein Bari Aati Hon Gardan

/Attitude Shayari/

Lakh Talwarein Badi Aati Hon Gardan Ki Taraf,
Sar Jhukana Nahi Aata Toh Jhukayein Kaise.
लाख तलवारे बढ़ी आती हों गर्दन की तरफ,
सर झुकाना नहीं आता तो झुकाए कैसे।

لاکھ تلواریں بڑھیں آتی ہوں گردن کی طرف
سر جھکانا نہیں آتا تو جھکائیں کیسے

  • By:

Dhoop Mein Saaya e Deewar Zaroori Toh Nahi

/Ghazal/Nafrat Shayari/Pyar Shayari/

Dhoop Mein Saaya e Dewaar Zaroori Toh Nahi,

Ab Tere Baad Koi Pyar Zaroori Toh Nahi

Hum Tere Ek Ishaaray Pe Kata Dein Ser,

Ho Tere Hath Mein Talwaar Zaroori Toh Nahi

Mere Elaan e Baghawat Se Salaamat Reh Jaye,

Teri Baadshaahi Tera Darbaar Zaroori Toh Nahi

Nafratein Phaink Ke Aa Phir Se Galay Lag Jaaein,

Aisa Moqa Mile Har Baar Zaroori Toh Nahi

Jeet Lungi Tujhe Duniya Se Mera Vaada Hai,

Har Baar Ho Meri Haar Zaroori Toh Nahi

  • By: