sitare
Hum Apni Dharti Se Apni Har Samt Khud
Hum Apni Dharti Se Apni Har Samt Khud Talashain
Humari Khatir Koi Sitara Nahi Chalega
ہم اپنی دھرتی سے اپنی ہر سمت خود تلاشیں
ہماری خاطر کوئی ستارہ نہیں چلے گا
हम अपनी धरती से अपनी हर सम्त ख़ुद तलाशें
हमारी ख़ातिर कोई सितारा नहीं चलेगा
Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare
Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare Mai Ne
Dekho Aanchal Pe Sajaye Hain Sitare Mai Ne
کب نہیں ناز اُٹھائے ہیں تمہارے میں نے
دیکھو آنچل پے سجاے ہیں ستارے میں نے
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi
Katra Katra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi
حجر کا تارا ڈوب چالا ہے ڈھلنے لگی ہے رات وصی
قطرہ قطرہ برس رہی ہے اشکوں کی برسات وصی
Aasmaan Viraan Hai, Taare Bhi Hairaan Hain
Aasmaan Viraan Hai,
Taare Bhi Hairaan Hain,
Maafh Ker De Meri Chandni,
Dekh Tera Chand Kitna Pareshan Hai.
आसमान वीरान है,
तारे भी हैरान हैं,
माफ़ कर दे मेरी चाँदनी,
देख तेरा चाँद कितना परेशान है।
آسمان ویران ہے
تارے بھی حیران ہیں
معاف کردے میری چاندنی
دیکھ تیرا چاند کتنا پریشان ہے
Sitaron Se Aagey Jahaan Aur Bhi Hain
/Allama Iqbal Poetry/Famous Urdu Poetry/Ishq Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Whatsapp Status in Urdu/
Sitaron Se Aagey Jahaan Aur Bhi Hain,
Abhi Ishq Ke Imtiha’n Aur Bhi Hain
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں
Main Sitara Tha Teri Aankhon Ka, Maa Dekh Mujhe
Main Sitara Tha Teri Aankhon Ka,
Maa Dekh Mujhe Ab Kahan Hoon Main
میں ستارہ تھا تیری آنکھوں کا
ماں دیکھ مجھے اب کہاں ہوں میں
Jab Se Para Hai Teri Nigahon Se Waasta
Jab Se Para Hai Teri Nigahon Se Waasta,
Aati Nahi Hai Neend Sitaron Se Pooch Lo
جب سے پڑا ہے تیری نگاہوں سے واستا
آتی نہیں ہے نیند ستاروں سے پوچھ لو
Mere Bus Mein Agar Hota Hata Kar Chand Taaron Ko
Mere Bus Mein Agar Hota Hata Kar Chand Taaron Ko,
Main Neelay Aasman Pe Bus Teri Aankhen Bana Deta
میرے بس میں اگر ہوتا ہٹا کر چاند تاروں کو
میں نیلے آسماں پہ بس تیری آنکھیں بنا دیتا
Kahan Gaye Shab e Furqat Ke Jagne Wale
/Heart Touching Shayari/Neend Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/