Jo Na Samjhe Naaseho Phir Us Ko Samjhate Ho Kyun

/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Jo Na Samjhe Naaseho Phir Us Ko Samjhate Ho Kyun
Saath Deewane Ke Deewane Bane Jaate Ho Kyun

جو نہ سمجھے ناصحو پھر اس کو سمجھاتے ہو کیوں

ساتھ دیوانے کے دیوانے بنے جاتے ہو کیوں

जो समझे नासेहो फिर उस को समझाते हो क्यूँ

साथ दीवाने के दीवाने बने जाते हो क्यूँ

Ulte vo shikve karte hain aur kis ada ke saath

/Chahat Shayari/Dil Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Ulte vo shikve karte hain aur kis ada ke saath

Be-taqati ke taane hain uzr-e-jafa ke saath

الٹے وہ شکوے کرتے ہیں اور کس ادا کے ساتھ

بے طاقتی کے طعنے ہیں عذر جفا کے ساتھ

उल्टे वो शिकवे करते हैं और किस अदा के साथ

बे-ताक़ती के ताने हैं उज़्र-ए-जफ़ा के साथ

Hai kis ka intizar ki ḳhawab-e-adam se bhi

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Hai kis ka intizar ki ḳhawab-e-adam se bhi

Har baar chaunk padte hain awazz-e-pa ke saath

ہے کس کا انتظار کہ خواب عدم سے بھی

ہر بار چونک پڑتے ہیں آواز پا کے ساتھ

है किस का इंतिज़ार कि ख़्वाब-ए-अदम से भी

हर बार चौंक पड़ते हैं आवाज़-ए-पा के साथ

Manga karenge ab se dua hijr-e-yar ki

/Chahat Shayari/Dua Shayari/Ghamgeen Poetry/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Sms/

Manga karenge ab se dua hijr-e-yar ki

Akhir to dushmani hai asar ko dua ke saath

مانگا کریں گے اب سے دعا ہجر یار کی

آخر تو دشمنی ہے اثر کو دعا کے ساتھ

माँगा करेंगे अब से दुआ हिज्र-ए-यार की

आख़िर तो दुश्मनी है असर को दुआ के साथ

Main muddaton jiya hoon kisi dost ke baghair

/Firaq GorakhPuri Shayari/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/

Main muddaton jiya hoon kisi dost ke baghair

Ab tum bhi saath chhodne ko kah rahe ho ḳhair

میں مدتوں جیا ہوں کسی دوست کے بغیر

اب تم بھی ساتھ چھوڑنے کو کہہ رہے ہو خیر

मैं मुद्दतों जिया हूँ किसी दोस्त के बग़ैर

अब तुम भी साथ छोड़ने को कह रहे हो ख़ैर