Farsh-e-mai-ḳhana pe jalte chale jaate hain charagh

/Dard Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Ghamgeen Poetry/Two Line Shayari/

Farsh-e-mai-ḳhana pe jalte chale jaate hain chirag

Didani hai teri ahista-ravi ai saqi

فرش مے خانہ پہ جلتے چلے جاتے ہیں چراغ

دیدنی ہے تری آہستہ روی اے ساقی

फ़र्श-ए-मय-ख़ाना पे जलते चले जाते हैं चराग़

दीदनी है तिरी आहिस्ता-रवी साक़ी

Farsh-e-mai-khana pe jalte chale jaate hain charagh

/Firaq GorakhPuri Shayari/Two Line Shayari/

Farsh-e-mai-ḳhana pe jalte chale jaate hain chiragh

Didani hai teri ahista-ravi ai saaqi

فرش مے خانہ پہ جلتے چلے جاتے ہیں چراغ

دیدنی ہے تری آہستہ روی اے ساقی

फ़र्श-ए-मय-ख़ाना पे जलते चले जाते हैं चराग़

दीदनी है तिरी आहिस्ता-रवी साक़ी

Nasha Pila Ke Girana To Sab Ko Aata Hai, Maza To

/Allama Iqbal Poetry/

Allama Iqbal Shayari

Nasha Pila Ke Girana To Sab Ko Aata Hai
Maza To Tab Hai Ki Girton Ko Thaam Le Saaqi

नशा पिला के गिराना तो सब को आता है
मज़ा तो तब है कि गिरतों को थाम ले साक़ी

نشہ پلا کے گرانا تو سب کو آتا ہے
مزا تو تب ہے کہ گرتوں کو تھام لے ساقی

Pila De Ok Se Saqi Jo Hum Se Nafrat

/Mirza Ghalib Shayari/

Pila De Ok Se Saqi Jo Hum Se Nafrat Hai
Piyala Gar Nahi Deta Na De Sharab To De

پلا دے اوک سے ساقی جو ہم سے نفرت ہے

پیالہ گر نہیں دیتا نہ دے شراب تو دے

पिला दे ओक से साक़ी जो हम से नफ़रत है

पियाला गर नहीं देता दे शराब तो दे

  • By:

Jab Sunta Hee Nahi Woh Hum Baat Kya Karein

/Ghazal/Ishq Poetry/Sad Urdu Poetry/Urdu Poetry Images/Wafa Shayari/Yaad Poetry/

Jab Sunta Hee Nahi Woh Hum Baat Kya Karein
Bewajah Yahan Ussey Sawalat Kya Karein
Ussay Gila Hai Hum Ussay Yaad Nahi Karte
Bholty Hee Nahi Jo Unhe Yaad Kya karein
Jab Saans Ka Aana Hee Dushwaar Ho Gaya
Saqi Aese Mein Hum Ah o Pukar Kya Karein
Nazuk Dil Tha Apna Anjam-e-ishq Mein Toot Gaya
Kaise Howa Ye Hadsa Sar e Aam Iqrar Kya Karein
Sab Kuch Toh Lut Gaya Apna Ishq Wafa Mein
Ab Tumhe Batao Gaye Maal Ka Hisaab Kya Karein
Hum Ne Toh Tarap Mein Kaha Marr Gaye Touseef
Woh Yeh Keh Kar Palat Gaye Ab Mulaqat Kya Karen

  • By: