sada
Ek Dil Ka Dard Tha Jo Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Dard Tha Jo Raha Zindagi Ke Sath,
Ek Dil Ka Sukoo’n Tha Jo Sada Hum Dhundte Rahe
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Khamosh Lehjon Ki Woh Aik Sada Bhi Hai,
Rehta Hai Subha o Sham Woh Mere Wajood Mein
Meri Awaz Mera Lehja Meri Adaa Bhi Hai
Mujhe Baar Baar Sada Na De, Meri Hasraton
Mujhe Baar Baar Sada Na De
Meri Hasraton Ko Hawa Na De,
Mere Dil Mein Aatish e Ishq Hai
Meri Aag Tujh Ko Jala Na De
Soo Baar Kaha Maine Inkar Hai Mohabbat Se
Soo Baar Kaha Maine Inkar Hai Mohabbat Se,
Har Baar Sada Aayi Tum Dil Se Nahi Kehte
Ek Dil Ka Dard Tha Ke Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Dard Tha Ke Raha Zindagi Ke Sath,
Ek Dil Ka Chain Tha Ke Sada Dhundte Rahe
Ussey Kehna K Laut Aaye Sulagti Sham Se Pehle
/Aankhen Shayari/Ghamgeen Poetry/Intezar Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/