Tufan Mein Baha Hai Na Sholon Mein Jala Hai

/Ishq Poetry/

Tufan Mein Baha Hai, Na Sholon Mein Jala Hai
Zakhami Hua Na Teron Se, Na Khanjar Se Kata Hai

Kehte Hain Jisko Ishq Qayamat Hai, Bala Hai
Jisne Ishq Ko Lalkaara Woh Duniya Se Mita Hai

طوفان میں بہا ہے نہ شعلوں میں جلا ہے
زخمی ہوا نہ تیروں سے نہ خنجر سے کٹا ہے
کہتے ہیں جسکو عشق قیامت ہے بلا ہے
جس نے عشق کو للکارا وہ دنیا سے مٹا ہے

Tum Qayamat Ka Naam Doh Ge Issey

/Heart Touching Shayari/Inspirational Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Life/Shayari on Waqt/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/Whatsapp Status in Urdu/

inspirational poetry

Tum Qayamat Ka Naam Doh Ge Issey,

Waqt Apni Thakan Utaare Ga

تم قیامت کا نام دو گے اِسے
وقت اپنی تھکن اتارے گا