Thi vasl mein bhī fikr-e-judai tamam shab

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Intezar Poetry/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Thi vasl mein bhī fikr-e-judai tamam shab

Wo aaye to bhi neend na aai tamam shab

تھی وصل میں بھی فکر جدائی تمام شب

وہ آئے تو بھی نیند نہ آئی تمام شب

थी वस्ल में भी फ़िक्र-ए-जुदाई तमाम शब

वो आए तो भी नींद आई तमाम शब

Neend aa chali hai anjum-e-sham-e-abad ko bhi

/Aankhen Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Intezar Poetry/Two Line Shayari/

Neend aa chali hai anjum-e-sham-e-abad ko bhi

Aankh ahl-e-intizar ki ab tak lagi nahi

نیند آ چلی ہے انجم شام ابد کو بھی

آنکھ اہل انتظار کی اب تک لگی نہیں

नींद चली है अंजुम-ए-शाम-ए-अबद को भी

आँख अहल-ए-इंतिज़ार की अब तक लगी नहीं

So bhi ja ai dil-e-majruh bahut raat gai

/Abdul Hameed Adam/Two Line Shayari/

So bhi ja ai dil-e-majruh bahut raat gai
Ab to rah rah ke sitaron ko bhi niind aati hai

سو بھی جا اے دل مجروح بہت رات گئی

اب تو رہ رہ کے ستاروں کو بھی نیند آتی ہے

सो भी जा दिल-ए-मजरूह बहुत रात गई

अब तो रह रह के सितारों को भी नींद आती है