Meri Majbooriyan Kya Pochte ho

/Dard Shayari/Hafeez Jalandhari Shayari/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Meri Majbooriyan Kya Pochte Ho
Ki Jeene Ke Liye Majboor Hoon main

مری مجبوریاں کیا پوچھتے ہو

کہ جینے کے لیے مجبور ہوں میں

मिरी मजबूरियाँ क्या पूछते हो

कि जीने के लिए मजबूर हूँ मैं

Haaye-Re Majbooriyaan Tark-e-Mohabbat Ke Liye

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

HaaYe-Re Majbooriyaan Tark-e-Mohabbat Ke Liye
Mujh Ko Samjhate Hain Wo Aur Un Ko Samjhata Hoon Main

ہائے ری مجبوریاں ترک محبت کے لیے

مجھ کو سمجھاتے ہیں وہ اور ان کو سمجھاتا ہوں میں

हाए-री मजबूरियाँ तर्क-ए-मोहब्बत के लिए

मुझ को समझाते हैं वो और उन को समझाता हूँ मैं

Main To Jab Maanon Meri Tauba Ke Baad

/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Main To Jab Maanon Meri Tauba Ke Baad
Kar ke Majboor Pila De Saaqi

میں تو جب مانوں مری توبہ کے بعد

کر کے مجبور پلا دے ساقی

मैं तो जब मानूँ मिरी तौबा के बाद

कर के मजबूर पिला दे साक़ी

Idhar Se Bhi Hai Siva Kuch Udhar Ki Majboori

/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Idhar Se Bhi Hai Siva Kuch Udhar Ki Majboori
Ki Hum Ne Aah To Ki Un Se Aah Bhi Na Hoi

ادھر سے بھی ہے سوا کچھ ادھر کی مجبوری

کہ ہم نے آہ تو کی ان سے آہ بھی نہ ہوئی

इधर से भी है सिवा कुछ उधर की मजबूरी

कि हम ने आह तो की उन से आह भी हुई

Mujhe tauba ka puura ajr milta hai usi saath

/Abdul Hameed Adam/Two Line Shayari/

Mujhe tauba ka puura ajr milta hai usi saath
Koi zohra-jabīn piine pe jab majbur karta hai

مجھے توبہ کا پورا اجر ملتا ہے اسی ساعت

کوئی زہرہ جبیں پینے پہ جب مجبور کرتا ہے

मुझे तौबा का पूरा अज्र मिलता है उसी साअत

कोई ज़ोहरा-जबीं पीने पे जब मजबूर करता है

Nahaq Humn Majburon Per Ye Tohmat

/Mir Taqi Mir Poetry/

Nahaq Humn Majburon Per Ye Tohmat Hai Mukhtari Ki
Chahte Hain So Aap Karen Hain Ko Abas Badnam Kiya

ناحق ہم مجبوروں پر یہ تہمت ہے مختاری کی

چاہتے ہیں سو آپ کریں ہیں ہم کو عبث بدنام کیا

नाहक़ हम मजबूरों पर ये तोहमत है मुख़्तारी की

चाहते हैं सो आप करें हैं हम को अबस बदनाम किया

Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se

/Mir Taqi Mir Poetry/

Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se Bahar
Mai Warna Wahi Khalwati-e-Raz-e-Nihan Hun

لایا ہے مرا شوق مجھے پردے سے باہر

میں ورنہ وہی خلوتیٔ راز نہاں ہوں

लाया है मिरा शौक़ मुझे पर्दे से बाहर

मैं वर्ना वही ख़ल्वती-ए-राज़-ए-निहाँ हूँ

  • By: