kasam
Khuda Ko Kaam To Saunpe Hain Mai Ne
Khuda Ko Kaam To Saunpe Hain Mai Ne Sab Lekin
Rahe Hai Khauf Mujhe Vaan Ki Be-Niyazi Ka
خدا کو کام تو سونپے ہیں میں نے سب لیکن
رہے ہے خوف مجھے واں کی بے نیازی کا
ख़ुदा को काम तो सौंपे हैं मैं ने सब लेकिन
रहे है ख़ौफ़ मुझे वाँ की बे-नियाज़ी का
Zeher Milta Hi Nahi Mujh Ko Sitamgar
Zehar Milta Hi Nahi Mujh Ko Sitamgar Warna
Kya Kasam Hai Tere Milne Ki k Kha Bhi Na Sakun
زہر ملتا ہی نہیں مجھ کو ستم گر ورنہ
کیا قسم ہے ترے ملنے کی کہ کھا بھی نہ سکوں
ज़हर मिलता ही नहीं मुझ को सितमगर वर्ना
क्या क़सम है तिरे मिलने की कि खा भी न सकूँ
Tu Ne Kasam Mai-Kashi Ki Khaayi Hai
Tu Ne Kasam Mai-Kashi Ki Khaayi Hai ‘Ghalib’
Teri Kasam Ka Kuch Aitbaar Nahi Hai
تو نے قسم مے کشی کی کھائی ہے غالبؔ
تیری قسم کا کچھ اعتبار نہیں ہے
तू ने क़सम मय-कशी की खाई है ‘ग़ालिब’
तेरी क़सम का कुछ ए’तिबार नहीं है
Ab Jo Saal Badle Ga, Yaqeen Dilao
Ab Jo Saal Badle Ga,
Yaqeen Dilao Mera Haal Badle Ga,
Ussey Khayal Nahi Hai Mera
Kasam Khao Uska Khayal Badle Ga
اب جو سال بدلے گا
یقین دِلاؤ میرا حال بدلے گا
اُسے خیال نہیں ہے میرا
قسم کھاؤ اُس کا خیال بدلے گا۔
Kabhi In Ada’on Ka Zulam Kabhi In Nigahon Ka Zulam
Kabhi In Ada’on Ka Zulam Kabhi In Nigahon Ka Zulam,
Wafaon Ki Kasam Tere Aashiq Na Hote Toh Tere Katil Hote Hum
Kisi Aur Ki Kyun Hum Apni Kasam Khaate Hain
Kisi Aur Ki Kyun Hum Apni Kasam Khaate Hain,
Chahte Hain Tujhko Aman Hum Behadh Chahte Hain
Agar Tere Begair Jeena Asaan Hota
Agar Tere Begair Jeena Asaan Hota
Toh Kasam Hai Mohabbat Ki
Tujhe Yaad Karna Bhi Gunaah Samajhte
Tu Ne Toh Tark e Mohabbat Ki Kasam Khayi Thi
Tu Ne Toh Tark e Mohabbat Ki Kasam Khayi Thi,
Kyun Teri Aankh Mujhe Dekh Kar Bhar Aayi Hai
تو نے تو ترکِ محبت کی قسم کھائی تھی
کیوں تیری آنکھ مجھے دیکھ کر بھر آئی ہے
Teri Aankhon Ki Kasam Zindagi Samjha Hai Tujhe
/Aankhen Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Zindagi Shayari/