Na Garaz Kisi Se Na Vaasta Mujhe Kaam Apne Hi Kaam Se

/Dard Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Na Garaz Kisi Se Na Vaasta Mujhe Kaam Apne Hi Kaam Se
Tere Zikr se Terii Fikr Se Teri Yaad Se Tere Naam Se

نہ غرض کسی سے نہ واسطہ مجھے کام اپنے ہی کام سے

ترے ذکر سے تری فکر سے تری یاد سے ترے نام سے

ग़रज़ किसी से वास्ता मुझे काम अपने ही काम से

तिरे ज़िक्र से तिरी फ़िक्र से तिरी याद से तिरे नाम से

Hayat ho ki ajal sab se kaam le ghafil

/Firaq GorakhPuri Shayari/Zindagi Shayari/

Hayat ho ki ajal sab se kaam le ghafil

Ki mukhtasar bhi hai kar-e-jahan daraz bhi hai

حیات ہو کہ اجل سب سے کام لے غافل

کہ مختصر بھی ہے کار جہاں دراز بھی ہے

हयात हो कि अजल सब से काम ले ग़ाफ़िल

कि मुख़्तसर भी है कार-ए-जहाँ दराज़ भी है

Le Saans Bhi Ahista K Nazuk Hai Bahut

/Mir Taqi Mir Poetry/

Le Saans Bhi Ahista K Nazuk Hai Bahut Kaam
Afaq Ki Is Kargah-e-Shishagari Ka

لے سانس بھی آہستہ کہ نازک ہے بہت کام

آفاق کی اس کارگہ شیشہ گری کا

ले साँस भी आहिस्ता कि नाज़ुक है बहुत काम

आफ़ाक़ की इस कारगह-ए-शीशागरी का

  • By:

Khuda Ko Kaam To Saunpe Hain Mai Ne

/Mir Taqi Mir Poetry/

Khuda Ko Kaam To Saunpe Hain Mai Ne Sab Lekin
Rahe Hai Khauf Mujhe Vaan Ki Be-Niyazi Ka

خدا کو کام تو سونپے ہیں میں نے سب لیکن

رہے ہے خوف مجھے واں کی بے نیازی کا

ख़ुदा को काम तो सौंपे हैं मैं ने सब लेकिन

रहे है ख़ौफ़ मुझे वाँ की बे-नियाज़ी का

 

  • By: