haqeeqat
Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya
Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya Lekin
Hum Ko Taqlid-e-Tunuk-Zarfi-e-Mansur Nahi
قطرہ اپنا بھی حقیقت میں ہے دریا لیکن
ہم کو تقلید تنک ظرفی منصور نہیں
क़तरा अपना भी हक़ीक़त में है दरिया लेकिन
हम को तक़लीद-ए-तुनुक-ज़र्फ़ी-ए-मंसूर नहीं
Hum Ko Maloom Hai Jannat Ki Haqiqat
Hum Ko Maloom Hai Jannat Ki Haqeeqat Lakin
Dil Ke khush Rakhne Ko ‘Ghalib’ Ye Khayal Acha Hai
ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن
دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے
हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन
दिल के ख़ुश रखने को ‘ग़ालिब’ ये ख़याल अच्छा है
Mere Lafzon Se Na Kar Mere Kirdar Ka
Mere Lafzon Se Na Kar Mere Kirdar Ka Faisla,
Tera Wajood Mit Jayega Meri Haqeeqat Dhoondte Dhoondte
मेरे लफ्जों से न कर मेरे किरदार का फ़ैसला,
तेरा वजूद मिट जायेगा मेरी हकीकत ढूंढ़ते ढूंढ़ते।
میرے لفظوں سے نہ کر میرے کردار کا فیصلہ
تیرا وجود مٹ جایٔگا میری حقیقت ڈھونڈتے ڈھونڈتے
Khwab Mein Toh Khwab Poore Ho Nahi
Khawab Mein Toh Khawab Poore Ho Nahi Sakte Kabhi,
Isliye Raahe-Haqeeqat Per Chala Karta Hun Main.
ख्वाब में तो ख्वाब पूरे हो नहीं सकते कभी,
इसलिए राहे हकीकत पर चला करता हूँ मैं।
خواب میں تو خواب پورے ہو نہیں سکتے کبھی
اِس لیے راہِ حقیقت پر چلا کرتا ہوں میں
Roshan Sheher Se Mutasir Na Kar, Main
Roshan Sheher Se Mutasir Na Kar,
Main Hasee’n Veerane Mein Hun
Haqeeqat Pe Meri Nazar Na Kar,
Main Kitaabi Afsane Mein Hun
،روشن شہر سے متاثر نہ کر
میں حسیں ویرانے میں ہوں
،حقیقت پہ میری نظر نہ کر
میں کتابی افسانے میں ہوں
Meri Mohabbat Ki Haqeeqat Tum Kya Jaano
Meri Mohabbat Ki Haqeeqat Tum Kya Jaano,
Sar Jhukaya Toh Tujhe Maanga, Hath Uthaya Toh Tujhe Maanga
Mohabbat Maani o Alfaaz Mein Layi Nahi Jaati
Mohabbat Maani o Alfaaz Mein Layi Nahi Jaati,
Yeh Woh Nazuk Haqeeqat Hai Jo Samjhayi Nahi Jaati
Mar Gaye Khawab Sab Ki Aankhon Ke
Mar Gaye Khawab Sab Ki Aankhon Ke,
Har Taraf Hai Gila Haqeeqat Ka
مر گئے خواب سب کی آنکھوں کے
ہر طرف ہے گلہ حقیقت کا
Mohabbaton Ke Asaas Lehje, Haqeeqaton Ke Akas Lehje
Mohabbaton Ke Asaas Lehje, Haqeeqaton Ke Akas Lehje
Ae Binte Hawa Sambhal Ke Rehna Fareb Hain Yeh Meethas Lehje
Meaning: Asaas, Lehja, Akas, Binte Hawa, Fareb