ghamgeen
Hum Khud Becha Karte Thay Kabhi Dard e Dil Ki Dawa
Hum Khud Becha Karte Thay Kabhi Dard e Dil Ki Dawa,
Aaj Waqt Ne Humein Laa Kar Khara Kia Hamari Hee Dukaan Per
Jo Dil Ko Tor Dete Hain, Hum Unko Chor
Jo Dil Ko Tor Dete Hain,
Hum Unko Chor Dete Hain
جو دل کو توڑ دیتے ہیں
ہم اُن کو چھوڑ دیتے ہیں
Phir Hua Aese Ke Mujhko Dar Badar Karne Ke Baad
Phir Hua Aese Ke Mujhko Dar Badar Karne Ke Baad,
Naam Ussi Basti Ka, Mere Naam Per Rakha Gaya
پھر ہُوا ایسے کہ مجھ کو دربدر کرنے کے بعد
نام اُسی بستی کا ، میرے نام پر رکھا گیا
ڈاکٹر جواز جحفری
Aukat Se Zyada Mohabbat Kar Lee
Aukat Se Zyada Mohabbat Kar Lee,
Isliye Bardasht Se Zyada Dard Mila
Ae Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya
Ae Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya
Jaane Kyun Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya,
Kabhi Taqdeer Ka Matam Kabhi Duniya Ke Gham
Manzil e Ishq Mein Har Maqam Pe Rona Aaya
Ustad Ishq Sach Kaha Tu Ne Bahut Nalaiq Hun Main
Ustad Ishq Sach Kaha Tu Ne Bahut Nalaiq Hun Main,
Muddat Se Ek Shaks Ko Apna Banana Nahi Aaya
Woh Ishq Jo Hum Se Rooth Gaya, Ab Uska
Woh Ishq Jo Hum Se Rooth Gaya,
Ab Uska Haal Batayein Kia ?
Ek Aag Gham e Tanhai Ki
Jo Saare Badan Mein Phail Gayi,
Jab Jism Hee Saara Jalta Ho,
Phir Daman e Dil Ko Bachayein Kia
Aansu, Aahain, Tanhai, Veerani Aur Gham e Musalsal
/Aansu Shayari/Ghamgeen Poetry/Ishq Poetry/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Aansu, Aahain, Tanhai, Veerani Aur Gham e Musalsal,
Ek Zara Sa Ishq Hua Tha, Kya Kya Virasat Mein De Gaya
Aahein = Sigh; Veerani = Loneliness; Virasat = Inheritance