Ye alag baat hai saaqi ki mujhe hosh nahin

/Abdul Hameed Adam/

Ye alag baat hai saaqi ki mujhe hosh nahin
Hosh itna hai ki main tujh se faramosh nahin

یہ الگ بات ہے ساقی کہ مجھے ہوش نہیں

ہوش اتنا ہے کہ میں تجھ سے فراموش نہیں

ये अलग बात है साक़ी कि मुझे होश नहीं

होश इतना है कि मैं तुझ से फ़रामोश नहीं

Dhaula Chuke The Mil Kar Kal Launde

/Mir Taqi Mir Poetry/

Dhaula Chuke The Mil Kar Kal Launde Mai-Kade K
Par Sargiran Ho Waaiz Jaata Raha Satak Kar

دھولا چکے تھے مل کر کل لونڈے میکدے کے

پر سرگراں ہو واعظ جاتا رہا سٹک کر

धौला चुके थे मिल कर कल लौंडे मय-कदे के

पर सरगिराँ हो वाइ’ज़ जाता रहा सटक कर

  • By:

Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai

/Mirza Ghalib Shayari/Two Line Shayari/

Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Farman-Rava-e-Kishwar-e-Hindustan Hai

بیٹھا ہے جو کہ سایۂ دیوار یار میں

فرماں رواۓ کشور ہندوستان ہے

बैठा है जो कि साया-ए-दीवार-ए-यार में

फ़रमाँ-रवा-ए-किश्वर-ए-हिन्दुस्तान है

  • By: