/November 3, 2019/Kuch To Tere Mausam Hi Mujhe Raas/Parveen Shakir Poetry/Sad Urdu Poetry/ Kuch To Tere Mausam Hi Mujhe Raas Kam Aaye Aur Kuch Meri Mitti Mai Bagawat Bhi Bohat Thiکچھ تو ترے موسم ہی مجھے راس کم آئے اور کچھ مری مٹی میں بغاوت بھی بہت تھی कुछ तो तिरे मौसम ही मुझे रास कम आए और कुछ मिरी मिट्टी में बग़ावत भी बहुत थी Tags:akela,badnaseeb,bagawat,mausam,parveen shakir,sad,tanha,udas
/July 7, 2019/Nahaq Humn Majburon Per Ye Tohmat/Mir Taqi Mir Poetry/Nahaq Humn Majburon Per Ye Tohmat Hai Mukhtari Ki Chahte Hain So Aap Karen Hain Ko Abas Badnam Kiyaناحق ہم مجبوروں پر یہ تہمت ہے مختاری کی چاہتے ہیں سو آپ کریں ہیں ہم کو عبث بدنام کیا नाहक़ हम मजबूरों पर ये तोहमत है मुख़्तारी की चाहते हैं सो आप करें हैं हम को अबस बदनाम किया Tags:badnaseeb,chahat,haq,ilzam,majboor,meer taqi meer
/May 4, 2019/Munhasir Marne Pe Ho Jis Ki Umeed/Mirza Ghalib Shayari/ Munhasir Marne Pe Ho Jis Ki Umeed Na-Umeed Us Ki Dekha Chahiyeمنحصر مرنے پہ ہو جس کی امید ناامیدی اس کی دیکھا چاہیے मुनहसिर मरने पे हो जिस की उमीद ना-उमीदी उस की देखा चाहिए Tags:badnaseeb,dekhna,ghalib,maut,mirza,umeed
/May 4, 2019/Main Na-Murad Dil Ki Tasalli Ko Kya Karun/Mirza Ghalib Shayari/ Main Na-Murad Dil Ki Tasalli Ko Kya Karun Maana Ki Tere Rukh Se Nigah Kamyab Haiمیں نا مراد دل کی تسلی کو کیا کروں مانا کہ تیرے رخ سے نگہ کامیاب ہےमैं ना-मुराद दिल की तसल्ली को क्या करूँ माना कि तेरे रुख़ से निगह कामयाब है Tags:badnaseeb,chehra,dekhna,dil,ghalib,kambakht,manzil,mirza,tasalli
/April 26, 2019/Hoga Koi Aisa Bhi K ‘Ghalib’ Ko Na Jaane/Mirza Ghalib Shayari/ Hoga Koi Aisa Bhi K ‘Ghalib’ Ko Na Jaane Shaair To Wo Acha Hai Pa Badnam Bohut Haiہوگا کوئی ایسا بھی کہ غالبؔ کو نہ جانے شاعر تو وہ اچھا ہے پہ بدنام بہت ہے होगा कोई ऐसा भी कि ‘ग़ालिब’ को न जाने शाइ’र तो वो अच्छा है प बदनाम बहुत है Tags:anjaan,badnaseeb,barbad shayari,ghalib,mirza
/April 10, 2019/Ahl-e-Binash Ko Hai Tufan-e-Havadis/Mirza Ghalib Shayari/Ahl-e-Binash Ko Hai Tufan-e-Havadis Maktab Lutma-e-Mauj Kam Az Saili-e-Ustad Nahiاہل بینش کو ہے طوفان حوادث مکتب لطمۂ موج کم از سیلئ استاد نہیں अहल-ए-बीनश को है तूफ़ान-ए-हवादिस मकतब लुत्मा-ए-मौज कम अज़ सैली-ए-उस्ताद नहीं Tags:badnaseeb,chot,ghalib,mirza,tufan,ustad
/April 18, 2018/Ehsaan Kia Hai Aap Ne Mujh Badnaseeb Per/Dard Shayari/Dil Shayari/Ehsaan Kia Hai Aap Ne Mujh Badnaseeb Per,Dil Jo Dard Ke Qabil Bana DiyaTags:badnaseeb,dard,dil,ehsaan
/April 6, 2018/Naseeb Walon Ko Hoti Hai Wafa Naseeb/Urdu Shayari Mohabbat/Wafa Shayari/Zindagi Shayari/Naseeb Walon Ko Hoti Hai Wafa Naseeb,Ae Zindagi Hum Khud Hee Badnaseeb HaiToh Iss Mein Mohabbat Ka Kya KasoorTags:3 line shayari,badnaseeb,kasoor,mohabbat,naseeb,wafa,zindagi