ansoo
Rone Se Aur Ishq Mai Be-Bak Ho Gaye
Rone Se Aur Ishq Mai Be-Bak Ho Gaye
Dhoye Gaye Hum Itne K Bas Paak Ho Gaye
رونے سے اور عشق میں بے باک ہو گئے
دھوئے گئے ہم اتنے کہ بس پاک ہو گئے
रोने से और इश्क़ में बेबाक हो गए
धोए गए हम इतने कि बस पाक हो गए
Phir Muje Dida-e-Tar Yaad Aaya
Phir Muje Dida-e-Tar Yaad Aaya
Dil Jigar Tishna-e-Faryad Aaya
پھر مجھے دیدۂ تر یاد آیا
دل جگر تشنۂ فریاد آیا
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद आया
दिल जिगर तिश्ना-ए-फ़रयाद आया
Go Hath Ko Jumbish Nahi Ankhon Mai
Go Hath Ko Jumbish Nahi Ankhon Mai To Dam Hai
Rahne Do Abhi Saghar-o-Minaa Mere Aage
گو ہاتھ کو جنبش نہیں آنکھوں میں تو دم ہے
رہنے دو ابھی ساغر و مینا مرے آگے
गो हाथ को जुम्बिश नहीं आँखों में तो दम है
रहने दो अभी साग़र-ओ-मीना मिरे आगे
Inn Hathon Ki Lakeeron Mein Woh Malaal Hain
Inn Hathon Ki Lakeeron Mein Woh Malaal Hain,
Aa Ke Dekho, Zara Behte Huye Ashkon Ka Apna Jalal Hai
ان ہاتھوں کی لکیروں میں وہ ملال ہیں
آکے دیکھو، ذرا بہتے ہوئے اشکوں کا اپنا جلال ہے
Dard Ke Hath Bik Gayi’en Khushiyan
Dard Ke Hath Bik Gayi’en Khushiyan,
Aur Hum Baich Kar Bahut Roye
Be Inteha Dard, Na Insaan Ko Sone Deta
/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Neend Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Be Inteha Dard,
Na Insaan Ko Sone Deta Hai Aur Na Rone
Zabt Karti Hun Aansu’on Ko Toh Gham
Zabt Karti Hun Aansu’on Ko Toh Gham Rota Hai,
Chup Rehti Hun Toh Aankhon Mein Dard Hota Hai
Rakh Na Aansu Se Wasl Ki Umeed, Khaari
Rakh Na Aansu Se Wasl Ki Umeed,
Khaari Pani Se Daal Galti Nahi
رکھ نہ آنسو سے وصل کی اُمید
کھاری پانی سے دال گلتی نہیں
شیخ قدرت الله قدرت