Na gul khile hain na un se mile na mai pi hai

/Faiz Ahmed Faiz Poetry/Two Line Shayari/

 

Na gul khile hain na un se mile na mai pi hai
ajiib rang mein ab ke bahar guzri hai

نہ گل کھلے ہیں نہ ان سے ملے نہ مے پی ہے

عجیب رنگ میں اب کے بہار گزری ہے

गुल खिले हैं उन से मिले मय पी है

अजीब रंग में अब के बहार गुज़री है

Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi

/Parveen Shakir Poetry/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/

Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi Kareeb Tha
Par Kya Karen K Ab K Safar Hi Ajeeb Tha

قدموں میں بھی تکان تھی گھر بھی قریب تھا

پر کیا کریں کہ اب کے سفر ہی عجیب تھا

क़दमों में भी तकान थी घर भी क़रीब था

पर क्या करें कि अब के सफ़र ही अजीब था

Mumkina Faislon Mai Ek Hijr Ka Faisla

/Parveen Shakir Poetry/Two Line Shayari/

Mumkina Faislon Mai Ek Hijr Ka Faisla Bhi Tha
Hum Ne To Ek Baat Ki Us Ne Kamal Kar Diya

ممکنہ فیصلوں میں ایک ہجر کا فیصلہ بھی تھا

ہم نے تو ایک بات کی اس نے کمال کر دیا

मुमकिना फ़ैसलों में एक हिज्र का फ़ैसला भी था

हम ने तो एक बात की उस ने कमाल कर दिया

Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Parveen Shakir Poetry/

Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh Us Se Ajeeb
Hans Rahi Hain Aur Kajal Bhejta Hai Sath Sath

لڑکیوں کے دکھ عجب ہوتے ہیں سکھ اس سے عجیب

ہنس رہی ہیں اور کاجل بھیگتا ہے ساتھ ساتھ

लड़कियों के दुख अजब होते हैं सुख उस से अजीब

हँस रही हैं और काजल भीगता है साथ साथ

Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka

/Mirza Ghalib Shayari/

Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka Na Raha
Ajab Aram Diya Be-Par-o-Bali Ne Mujhe

ہوس گل کے تصور میں بھی کھٹکا نہ رہا

عجب آرام دیا بے پر و بالی نے مجھے

हवस-ए-गुल के तसव्वुर में भी खटका रहा

अजब आराम दिया बे-पर-ओ-बाली ने मुझे

  • By: